Roman script

dekh liya dekh liya jag wale jag tera 
dekh liya dekh liya jag wale jag tera 
khilti kaliyon ko dekha hai lutte bhari bahaaro me 
khilti kaliyon ko dekha hai lutte bhari bahaaro me 
roop rang ko bikte dekha roop rang ko bikate dekha 
dolat ke bazaaro me 
chaaro aur ho log ke fandey chaaro aur hai paap ka dera 
dekh liya dekh liya jag tera 
dekh liya dekh liya jag wale jag tera 
lut jaye jo maan mera to kya ye tera apmaan nahi 
lut jaye jo maan mera to kya ye tera apmaan nahi 
dhaniyon ka bhagwan hai chaatur nirdhan ka bhagwan nahi 
dhaniyon ka bhagwan hai chaatur nirdhan ka bhagwan nahi 
kab thahare rahega jag me kahi ujala kahi andhera 
dekh liya dekh liya jag tera 
dekh liya dekh liya dekh liya dekh liya

Song details

Song video

Watch on YouTube