Roman script

dekh ke mera khilta husno shabab 
dekh ke mera khilta husno shabab
dekh ke mera khilta husno shabab 
band botal sharab ki phod doge 
zam aankho se aise pilaungi mai 
tum bhi maykhane jana chhod  doge 
tum bhi maykhane jana chhod  doge
zam pe zam chale subho sham chale   
dor mehfil ka teri ab mere naam chale 
zam pe zam chale subho sham chale  
dor mehfil ka teri ab mere naam chale 
mai hu shabnam ki ghata meri madhosh 
ada meri angdaiyo se koi bhi hoga fida
gore ango se aanchal mahkaungi 
aisi masti labo se chhal kaungi
tum sharabo se nata tod doge 
dekh ke mera khilta husno shabab
dekh ke mera khilta husno shabab 
band botal sharab ki phod doge 
zam aankho se aise pilaungi mai
tum bhi maykhane jana chhod  
doge tum bhi maykhane jana chhod  doge
pyar ka nur hu mai nashe me chur hu 
mai aashiqo ki gali me badi mashhur hu mai
pyar ka nur hu mai nashe me chur hu 
mai aashiqo ki gali me badi mashhur hu mai
meri payal ki sada sare zkhamo ki 
dawa tute dil jodti hai meri dhadkan ki dua
khushbu rang inao ki bikhraungi 
aisa nagma wafa ka mai gaungi
apna dil mere dil se jod doge  
dekh ke mera khilta husno shabab
dekh ke mera khilta husno shabab 
band botal sharab ki phod doge 
zam aankho se aise pilaungi mai 
tum bhi maykhane jana chhod  doge 
tum bhi maykhane jana chhod  doge 
dekh ke mera khilta husno shabab

Song details

Song video

Watch on YouTube