Roman script

aapke dil me jo thodi si jagah mil jaaye

apne armaano ki betaab kali khil jaaye

diwane hai diwano ko na ghar chaahiye na dar chaahiye

muhabbat bhari ik nazar chaahiye, nazar chaahiye

jawaani me jawaani ke sahaare ho jawaan mere meharbaan

mujhe tu hi tu hamsafar chaahiye, hamsafar chaahiye

diwane hai diwaano ko na ghar chahiye na dar chaahiye

muhabbat bhari ik nazar chaahiye, nazar chaahiye

hai sar pe hamaare khula aasmaan, khula aasmaan

hai sar pe hamaare khula aasmaan, khula aasmaan

hamaare liye hai yahi aashiya, yahi aashiya

bina pyar ke zindagi kuchh nahi

bina pyar ke zindagi kuchh nahi

jaha pyaar hai har khushi hai wahi

ho phulo bhari chahe kaanto bhari, ha kaanto bhari

chale jispe tu wo dagar chaahiye, dagar chaahiye

diwane hai diwano ko na ghar chahiye na dar chahiye

muhabbat bhari ik nazar chaahiye, nazar chaahiye

nigaaho me aise ishaare huye, ishaare huye

nigaahn me aise ishaare huye, ishaare huye

ke dil ne kaha ham tumhaare huye, tumhaare huye

nazar ban gayi hai zubaan pyaar me

nazar ban gayi hai zubaan pyaar me

maza aa gaya jit ka haar me

milega wahi jo maangoge jo dildaar se magar pyaar se

duaao me apni asar chaahiye, asar chaahiye

diwane hai diwano ko na ghar chaahiye na dar chaahiye

muhabbat bhari ik nazar chaahiye, nazar chaahiye

jawaani me jawaani ke sahaare ho jawaan mere meharbaan

mujhe tu hi tu hamsafar chaahiye, hamsafar chaahiye

Explore this song