Roman script

dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye 
dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye 
hazir hu koi tir-e-nazar dil pe mariye
dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye 
dewana
lag jaye apko na kisi ki nazar kahi 
lag jaye apko na kisi ki nazar kahi 
ghar ja ke apne husn ka sadka utariye 
ghar ja ke apne husn ka sadka utariye 
hazir hu koi tir-e-nazar dil pe mariye
dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye 
dewana
julfe sawarne se banegi na koi bat 
julfe sawarne se banegi na koi bat 
uthiye kisi garib ki kismat sawariye 
uthiye kisi garib ki kismat sawariye 
hazir hu koi tir-e-nazar dil pe mariye
dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye 
dewana
ek bar kar hi dijiye is dil ka faisla 
ek bar kar hi dijiye is dil ka faisla 
rah rah ke yu nigah ke khanjar na mariye 
rah rah ke yu nigah ke khanjar na mariye 
hazir hu koi tir-e-nazar dil pe mariye
dewana keh ke aaj mujhe phir pukariye 
dewana

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Pradeep Kumar, Shakila