Roman script

deewaana dil deewaana dil aa ha aa ha

deewaana dil dhuwa ho gaya

kab kaise tujhpe fida ho gaya

deewaana dil dhuwa ho gaya

kab kaise tujhpe fida ho gaya

arre sola hu main aur shola hai tu

sola hu main aur shola hai tu 

yeh toh hona hi tha

dhak dhak dhak dhadke yeh dil

deewaana dil dhak dhak dhak 

bhaavanao ko sambhaalo control urself

haan deewaani main teri ho gayi

kab kaise tujhpe fida ho gayi 

haan haan deewaani main teri ho gayi

kab kaise tujhpe fida ho gayi 

sola hai tu aur bhola hu main

sola hai tu aur bhola hu main jaane ab hoga kya

dhak dhak dhak dhadake yeh dil

deewaana dil dil deewaana dil

o mohatarma sunle main hu sidha saadha sachcha

ishq bada pechida rasta main hu raahi kachcha

o mohatarma sunle main hu sidha saadha sachcha

ishq bada pechida rasta main hu raahi kachcha

iss mod pe tum ho mile

iss mod pe tum ho mile ab na rukega yeh chakka

dhak dhak dhak dhadake yeh dil

deewaana dil deewaana dil

break break accident ho jaayega

deewaana dil deewaana dil

tu hai naya parinda jaanu shikhla dungi tujhko

laakh sambhalo chonch hai aakhir daana chugna tujhko

tu hai naya parinda jaanu shikhla dungi tujhko

laakh sambhalo chonch hai aakhir daana chugna tujhko

thaa main guru par tum ho shuru

thaa main guru par tum ho shuru ab na kisise daru

dhak dhak dhak dhadake yeh dil

dhak dhak dhak its only begining baby

deewaana dil dhuwa ho gaya

kab kaise tujhpe fida ho gaya

haan deewaani main teri ho gayi

kab kaise tujhpe fida ho gayi

sola hu main aur shola hai tu

sola hai tu aur bhola hu main jaane ab hoga kya

dhak dhak dhak dhadake yeh dil

deewaana dil deewaana dil

dhak dhak dhak dhadake yeh dil

dhak dhak dhak dhadake yeh dil

Explore this song