Roman script

diwana diwana diwana

nahi tha main pahle diwana

diwana diwana diwana

nahi tha main pahle diwana

kisi ki adao ka pagal

nahi tha nahi tha main pahle

tumhari adao se ghayal ho gaya hu

diwana main diwana ho gaya hu 

ho gaya hu 

teri ye julfe, teri ye aankhe

teri ye julfe, teri ye aankhe

tera ye daaman churana

teri ye shokhi, tere ye nakhre

teri ye shokhi, tere ye nakhre

tera ye jadu chalana

teri tamanna karta hu pal pal

tujhme hi main kho gaya hu

kho gaya hu

diwana diwana diwana ho gaya hu 

ho gaya hu 

teri hi yaade, tere hi sapne

teri hi yaade, tere hi sapne

ab meri zindagi hai

o teri ye surat, teri mohabbat

teri ye surat, teri mohabbat

ab to meri bandgi hai

dil me kiya hai tune wo hulchal

kya se main kya ho gaya hu

ho gaya hu

diwana diwana diwana

nahi tha main pahle diwana

diwana diwana diwana

nahi tha main pahle diwana

kisi ki adao ka pagal

nahi tha nahi tha main pahle

tumhari adao se ghayal ho gaya hu

diwana main diwana ho gaya hu 

ho gaya hu

Explore this song