Roman script

deepak mere suhag ka jalta rahe, jalta rahe

deepak mere suhag ka jalta rahe, jalta rahe

kabhi chand kabhi suraj

chand suraj banke nikalta rahe

deepak mere suhag ka jalta rahe, jalta rahe

deepak mere suhag ka jalta rahe, jalta rahe

ye mere saanso ke deepo ki mala

ye mere saanso ke deepo ki mala

ya man mandir ki jyoti ki jwala

is deep ka hai mera ram rakhwala

is deep ka hai mera ram rakhwala

ye meri mansha machalta rahe

deepak mere suhag ka jalta rahe, jalta rahe

dukh paau par sukh na paau main akeli

dukh paau par sukh na paau main akeli

swarg bhi mile to na paau main akeli

ek kadam bhi na uthau main akeli

sathi mera sath chalta rahe

deepak mere suhag ka jalta rahe, jalta rahe

chhalke kabhi na mere man ki gagariya

sarke kabhi na mere sar se chunariya

chhalke kabhi na mere man ki gagariya

sarke kabhi na mere sar se chunariya

badle kabhi na sajan ki najariya

badle zamana badalta rahe

deepak mere suhag ka jalta rahe

kabhi chand kabhi suraj

chand suraj banke nikalta rahe

deepak mere suhag ka jalta rahe, jalta rahe

deepak mere suhag ka jalta rahe, jalta rahe

Explore this song