Roman script

de kar dil kisi ko maine

apna dil haar diya

suno suno ae duniya walo

ha maine bhi pyar kiya

ha machalke machalke jara ae hasina

bata de jahan ko hum tum itna

ke kadam pe kadam pe honge sath hum

ye zamana chahe to lele imtiha

dil kya chiz hai ja bhi hum le

yara tere naam kiya

suno suno ae duniya walo

ha maine bhi pyar kiya

ha sambhalke sambhalke jara ae hasina

pyar hota nahi hai aasa itna

ke kadam pe kadam pe hongi mushkile

phir na kahna na kahna

maine kya kiya

paya tumko humne yara

apni ye to kismat hai

chamka hai taqdeer ka tara

uska naam mohabbat hai

uski chamak ko roke koi kya

usko humse chhine koi kya

hatho ki rekhao me humne

us taare ko tham liya

suno suno ae duniya walo

ha maine bhi pyar kiya

ha machalke machalke jara ae hasina

bata de jahan ko hum tum itna

ke kadam pe kadam pe honge sath hum

ye zamana chahe to lele imtiha

mushkil wushkil kuch bhi aaye

mushkil se kya darna hai

dil ki humne ki hai gulami

jo dil bole karna hai

ye dil hai nada dil ka kya

nadano ki sunna kya

dil ko phir iljam na dena

dil ne kaisa kaam kiya

suno suno ae duniya walo

ha maine bhi pyar kiya

ha sambhalke sambhalke jara ae hasina

pyar hota nahi hai aasa itna

ke kadam pe kadam pe hongi mushkile

phir na kahna na kahna

maine kya kiya

Explore this song