Roman script

doulat shohrat kya karni tere pyar ka sahara kafi hai 

doulat shohrat kya karni tere pyar ka sahara kafi hai 

ye mahal atari nai chahiye ye mahal atari nai chahiye 

tere dil me gujara kafi hai doulat shohrat kya karni

mere sanam tujhe meri kasam meri jaan bhi tu iman bhi tu 

tere dam se hai mera dam jaan bhi tu anjan bhi tu 

paisa vaisa kya karna mujhe paisa vaisa kya karna 

mujhe tera najara kafi hai doulat shohrat kya karni 

pyar mohabbat se duniya me kuch badhkar hota bhi nahi 

doulat jaye to jaye koi pyar bina sota hi nahi 

aisho masarat nai chahiye mujhe 

aisho masarat nai chahiye mujhe

tere naam ka sahara kafi hai 

doulat shohrat kya karni 

kya karni kya karni

Explore this song