Roman script

duniya ke har kamaal mein

paisa kamaal hai

chaaron taraf bichhaa huaa

paise kaa jaal hai haa

paisa hi aadmi ki

badaai ka hai nishaan

paisa na ho to aadmi

arhar ki daal hai

daulat agar ho paas to haan

arre waah ustaad

arre daulat agar ho paas to

duniya khareed lo daulat agar ho paas to

duniya khareed lo bulbul ka dil

ya gul ka kalejaa khareed lo bulbul ka dil

ya gul ka kalejaa khareed lo

aahe waah daulat agar ho paas to

duniya khareed lo daulat agar ho paas to

duniya khareed lo

agar shaitaan ho dhanwaan

to bhagwaan hotaa hai

arre gadhe ke paas ho paisa

to wo insaan hotaa hai

aaaaa aaaa aaa

yahaan paisa hi abba hai

yahaan paisa hi amma hai

kya samjhe

na ho paisa to afsar gate ka

darbaan hotaa hai

waah waah waah waah

paisa dikhaa ke koi bhi

paisa dikhaa ke

koi bhi rutbaa khareed lo

paisa dikhaa ke

koi bhi rutbaa khareed lo

bulbul ka dil

ya gul ka kalejaa khareed lo

bulbul ka dil

ya gul ka kalejaa khareed lo

daulat agar ho paas toduniya khareed lo

daulat agar ho paas to

duniya khareed lo

daulat agar ho paas to

duniya khareed lo

daulat agar ho paas to

duniya khareed lo

kahaa majnoon ne ik din ro ke yun

lailaa ke abbaa se

arre muhabbat ho gayee hai

mujhko susrey teri bitiyaa se

sunee ye baat to

lailaa ke abbaa ko hansee aayee

heen heen ha ha ho aaaheee hee

arre duwanni ki ye soorat aur muhabbat

meri lailaa se

arre waah waah re waah

paakit mein hai jo maal to

aaa aaa aaa aaa

paakit mein hai jo maal

to lailaa khareed lo

paakit mein hai jo maal

to lailaa khareed lo

bulbul ka dil

ya gul ka kalejaa khareed lo

bulbul ka dil

ya gul ka kalejaa khareed lo

daulat agar ho paas to

duniya khareed lo

daulat agar ho paas to

duniya khareed lo

duniya khareed lo

aji duniya khareed lo

duniya khareed lo

arre duniya khareed lo haaye

daulat agar ho paas to

duniya khareed lo

daulat agar ho paas to

duniya khareed lo

Explore this song