Roman script

das loon main jisko

woh pad jaaye neela haa neela

hey das loon main jisko

woh pad jaaye neela haa neela

kehati hain saari duniya

mujhko zahreela zahreela

das le tu jisko

woh pad jaaye neela haa neela

das le tu jisko

woh pad jaaye neela haa neela

kehati hain saari duniya

tujhko zahreela zahreela

rag rag mein teri ajab laher hain

ghazab ka tere khoon mein zeher hain

jo chadhake na utare

woh zeher hain nashila nashila

utare jo chadhake

zeher hain nashila nashila

kehati hain saari duniya

mujhko zahreela zahreela

sun lo koi chhede na isako

paani na maange ye das le jisko

ye dikhane mein waise

bada hain sajila sajila

ye dikhane mein waise

bada hain sajila sajila

kehati hain saari duniya

are mujhko zahreela zahreela

das loon main jisko

woh pad jaaye neela haa neela

das le tu jisko

woh pad jaaye neela haa neela

kehati hain saari duniya

are mujhko zahreela zahreela

Explore this song