Roman script

bhule huye rishto ki zanjeer hilaunga

darwaza khula rakhna

bhule huye rishto ki zanjeer hilaunga

darwaza khula rakhna

main laut ke aaunga, aawaz lagaunga

darwaza khula rakhna

bhule huye rishto ki zanjeer hilaunga

darwaza khula rakhna

har khaab adhura hain, har baat adhuri hain

ek raat ki doori hain

har khaab adhura hain, har baat adhuri hain

ek raat ki doori hain, ek raat ki doori hain

main raat ke dhalte hi shamo ko jalaunga

darwaza khula rakhna

main laut ke aaunga, aawaz lagaunga

darwaza khula rakhna

duniya ko batau kya

tu meri mohabbat hain, tu meri ibadat hain

duniya ko batau kya

tu meri mohabbat hain, tu meri ibadat hain

tu meri ibadat hain

main phir teri chaukhat pe

sajdo ko sajaunga

darwaza khula rakhna

main laut ke aaunga, aawaz lagaunga

darwaza khula rakhna

is ajanbi duniya mein tu jaan hain rashid ki

pehchaan hain rashid ki

is ajanbi duniya mein tu jaan hain rashid ki

pehchaan hain rashid ki

pehchaan hain rashid ki

main kaun hu aur kyaa hu

kis kis ko battaunga

darwaza khula rakhna

main laut ke aaunga, aawaz lagaunga

darwaza khula rakhna

bhule huye rishto ki zanjeer hilaunga

darwaza khula rakhna

darwaza khula rakhna

Explore this song