Roman script

darshan do darshan do darshan do

hath jod kar hath jod kar 

bar bar ek nanha balak bole

ek chhota balak bole darshan do darshan do

darshan do baba bhole darshan do baba bhole

mai ek dukhiya maa ka beta

mai ek dukhiya maa ka beta

bas yahi meri kahani

mere pas kuch nahi hai bhagwan

keval aankh me pani

mujh nirdhan ki mujh nirdhan ki 

in ankhiyo se aao bante kuch holle

darshan do baba bhole darshan do baba bhole

tumhe chhod  kar darwar par aaye

tumhe chhod  kar darwar par aaye

kyu jaau mai data 

tum bhi bhole mai bhi bhola amar humara nata

ek abhaga ek abhaga bacha jag me

pyar bina kyu dole darshan do baba bhole 

darshan do baba bhole hath jod kar hath jod kar 

bar bar ek nanha balak bole

ek chhota balak bole darshan do darshan do

darshan do baba bhole darshan do baba bhole

darshan do baba bhole

Explore this song