Roman script

toofaan se yaari kare ye

ishq kare ye kinaaron se

toofaan kinaaron se lekin

jhoothi jhoothi yaari

jhootha jhootha ishq

upar se thahra hai

andar se gahra hai

aankhon ka dhokha hai

ziddi hai ye

bas mein nahin hai

ye waqt ka dariya

doobe jo naa ubhre

yaadon ka hai zariya

ye waqt ka dariya

rakhta raaz gahre

bahe ispe duniya

bahti lahar saa jo

dikhta nazar se jo

kitna farebi

kitna hai saccha ye

aasaan ye lagta hai

mushkil ye hota hai

aankhon ka dhokha hai

ziddi hai ye

bas mein nahin hai

ye waqt ka dariya

doobe jo naa ubhre

yaadon ka hai zariya

ye waqt ka dariya

rakhta raaz gahre

bahe ispe duniya

ye waqt ka dariya

Explore this song