Roman script

darde dil tu hi bata ye kaisi gam ki sham hai

is jaha me kya wafa ka bewafai naam hai kya

bewafai naam hai darde dil tu hi bata 

ye kaisi gam ki sham hai is jaha me kya wafa ka

bewafai naam hai kya bewafai naam hai 

jis khushi ne pahle pahle dil ko baksha tha karar

dil ko baksha tha karar jis khushi ne pahle pahle

dil ko hota tha karar dil ko baksha tha karar

ae game dil us khushi ka kya yahi anjam hai

is jaha me kya wafa ka bewafai naam hai 

kya bewafai naam hai 

ae hawa usse ye kahna

aajkal tere bagair aajkal tere bagair

ae hawa us se ye kahna

aajkal tere bagair aajkal tere bagair

saans bhi lena hamare vaste ilzam hai

is jaha me kya wafa ka bewafai naam hai 

kya bewafai naam hai

Explore this song