Roman script

dard utha phir halka halka 

dard utha mere chand ne

mujhko kiya jab parda jalwa

dard utha phir halka halka 

dard utha

itna paraya ho gaya ab main 

raha mein us din mil gaya jab main 

ho itna paraya ho gaya ab main 

raha mein usdin mil gaya jab mein 

naam diya unki sakhiyo ne mujhko pagal ka 

dard utha phir halka halka 

dard utha

pyar mein unko bhula unko 

jane hua kya birahi man ko 

pyar mein unko bhula unko 

jane hua kya birahi man ko

yaad dila gaya tu jab unki

bajana payal ka 

dard utha phir halka halka 

dard utha

Explore this song