Roman script

dard lage pyara pyara pahle pahle pyar ka pahle pahle pyar ka

pyar karne wala jane maja intzar ka maja intzar ka

dekhte hi dekhte kaisi ghata cha gayi kaisi ghata cha gayi

pyar ki bahar mere bagiya me aa gayi bagiya me aa gayi

jaga jaga soya sapna bahar ka sapna bahar ka

dard lage pyara pyara pahle pahle pyar ka

jhuki jhuki ankhiyo me pyar ki kahani hai pyar ki kahani hai

bahki bahki chal meri preet ki nishani hai preet ki nishani hai

mai janu ya dil jane maja pahli har ka maja pahli har ka

dard lage pyara pyara pahle pahle pyar ka pahle pahle pyar ka

pyar karne wala jane maja intzar ka maja intzar ka

Explore this song