Roman script

dard-e-dil badhta jaye 

sari sari rat nind na aaye

dard-e-dil badhta jaye 

sari sari rat nind na aaye

kar koi jatan o bairi sajan

de dawa koi aisi ke chain aa jaye

dard-e-dil badhta jaye 

sari sari rat nind na aaye

kar koi jatan o bairi sajan

de dawa koi aisi ke chain aa jaye

dard-e-dil badhta jaye 

sari sari rat nind na aaye

nahi vaid ka ye kaam dil pukare tera naam

aankhe karti hai salam palke deti hai payam

tere bina suni suni haye mere armano ki mahfil

dard-e-dil badhta jaye 

sari sari rat nind na aaye

kaise rat gujaru mai baithi dur niharu mai

uljhi julf sawaru mai tadpu or pukaru mai

ya to tujhe mujhse pyar nahi piya

ya tu hai bujdil

dard-e-dil badhta jaye 

sari sari rat nind na aaye

sunle pyar ki fariyad karde aaj dil abaad

ye jidd chhod de saiyad warna dekh rakhna yaad

mar jaungi mai tera jina kar dungi muhskil

dard-e-dil badhta jaye 

sari sari rat nind na aaye

kar koi jatan o bairi sajan

de dawa koi aisi ke chain aa jaye

dard-e-dil badhta jaye 

sari sari rat nind na aaye

Explore this song