Roman script

dard badhkar fughan na ho jaaye, dard badhkar fughan na ho jaaye

ye zamin aasma na ho jaye

dil mein duba hua jo nashtar hai, mere dil ki zuba na ho jaye

ye zamin aasma na ho jaye 

dil ko le lijiye jo lena hai, dil ko le lijiye jo lena hai

fir ye sauda garan na ho jaye

aah kije magar latif tabhi, aah kije magar latif tabhi

lab tak aakar dhua na ho jaye

ye zamin aasma na ho jaye 

dard badhkar fughan na ho jaaye, dard badhkar fughan na ho jaaye

Explore this song