Roman script

dard apnaataa hai paraaye kaun

dard apnaataa hai paraaye kaun

kaun sunta hai aur sunaye kaun 

dard apnaataa hai paraaye kaun

kaun dohraaye purani baaten 

kaun dohraaye purani baaten 

gam abhi soya hai jagaye kaun 

gam abhi soya hai jagaye kaun 

gam abhi soya hai jagaye kaun 

wo jo apne hain kya wo apne hain 

wo jo apne hain kya wo apne hain 

kaun dukh jhele aazmaye kaun 

kaun dukh jhele aazmaye kaun 

kaun dukh jhele aazmaye kaun 

ab sukun hai tu bhulne me hai

ab sukun hai tu bhulne me hai

lekin us shakhas ko bhulaye kaun

lekin us shakhas ko bhulaye kaun

dard apnaata hai paraaye kaun

aaj phir dil hai kuch udaas udaas 

aaj phir dil hai kuch udaas udaas 

dekhiye aaj yaad aaye kaun 

dekhiye aaj yaad aaye kaun 

dard apnaataa hai paraaye kaun

kaun sunta hai aur sunaye kaun

Explore this song