Roman script

kaisan gujri hamri ratiya ka bataaye rama rama

bedarda ne raat bhar kiya kaisan kaisan drama

daal de karejwa pe katari si najariya

khade khade lut gaye hum to gujariya

daal de karejwa pe katari si najariya

khade khade lut gaye hum to gujariya

gujariya gujariya gujariya

aisa chaska mujhe lagaaya aisa chaska mujhe lagaaya

meri aadat bigad gayi, daant saiyaan ne

daant saiyaan ne yu gadaya meri haalat bigad gayi

daant saiyaan ne yu gadaya, teri haalat bigad gayi

aisa chaska mujhe lagaaya aisa chaska haay

aisa chaska mujhe lagaaya meri aadat bigad gayi

daant saiyaan ne, daant saiyaan ne yu gadaya

meri haalat bigad gayi

teri haalat bigad gayi, teri haalat bigad gayi

tora saiyaan re saiyaan re saiyaan re

saiyaan re saiyaan re saiyaan re

saiyaan re saiyaan re saiyaan re

tora saiyaan re saiyaan re saiyaan re

bhari dopahar me badan tut jaaye

karu ka jatan haay sabar chhut jaaye

bhari dopahar me badan tut jaaye

karu ka jatan haay sabar chhut jaaye

bairi julmi arre julmi bairi julmi ne yu sataya

bairi julmi ne yu sataya teri tabiyat bigad gayi

daant saiyaan ne, daant saiyaan ne yu gadaya

meri haalat bigad gayi, daant saiyaan ne yu gadaya

teri haalat bigad gayi

daant saiyaan ne yu gadaya, teri haalat bigad gayi

saiyaan re saiyaan re saiyaan re

tora saiyaan re saiyaan re saiyaan re

kadaake ki sardi pasina pasina

bada yaad aaye december mahina

kadaake ki sardi pasina pasina 

bada yaad aaye december mahina

aise waise mujhe nachaya aise waise tujhe nachaya

aise waise haay, aise waise mujhe nachaya

phir to, phir to, phir to main bhi lad gayi

daant saiyaan ne yu gadaya bairi julmi ne yu sataya

aise waise mujhe nachaya aisa chaska tujhe lagaaya

teri haalat bigad gayi daant saiyaan ne yu gadaya

teri haalat bigad gayi

Explore this song