Roman script

dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare 

saiya ko jaao jaldi bulaao 

saiya ko jaao jaldi bulaao 

kah do ki aake jahar utaare 

kaisa jahar hai kaisi lahar hai 

maare agan ke jali jaau mai 

kaisa jahar hai kaisi lahar hai 

maare agan ke jali jaau mai 

mujhko bata do, uska pata do 

uski gali me chali jaau mai 

mere julmi dard ka aake dega wo dawa

kaate mere ang ko aati jaati ye hawa 

katate nahi hai ye din kawaare 

dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare 

ha dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare

kaise kahu mai kaise sahu mai ye peed mujhse sahi jaaye na

hontho pe mere aake ruki jo wo baat mujhse kahi jaaye naa 

chhai aisi bekhudi tadpu mai to raat bhar 

mere dil ki baat ko samjhe naa wo bekhabar 

man mera paagal use pukaare 

dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare 

ha dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare

saiya ko jaao jaldi bulaao 

saiya ko jaao jaldi bulaao 

kah do ki aake jahar utaare 

dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare 

dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare

Explore this song