Roman script

ho daane pe daana ha daana

daane pe daana re daale daane d nana

mora saajna diwana daane pe daale daana

mora saajna diwana daane pe daale daana

banta bada sayana, mujhe chahta patana

kabhi nain ye ladaye, kabhi sitiya bajaye

kabhi nain ye ladaye, kabhi sitiya bajaye

par baat mere man ki ye kuch jaan na paye

main hath na aane wali rama ho

daane pe daana ha daana

daane pe daana re daale daane d nana

mora saajna diwana daane pe daale daana

mora saajna diwana re

ho chhan chhnan chhnan chhnan chhnan chhnan

chhan chhnan chhnan chhnan chhnan chhnan

meri chhanke jab bhi payal

marsa ho lakh ghayal

meri chhanke jab bhi payal

marsa ho lakh ghayal

main ghunghta jo uthau, chanda ko bhi sharmau

main ghunghta jo uthau, chanda ko bhi sharmau

mere nain kantile, ho baba

honth rasile, ha baba

chaal sharabi, ho baba

hai rang gulabi, ha baba

baali umar, ho baba

patli kamar, ha baba

hai udta joban, ha baba tak tay tan

main maanu jo nazare, lapke diwane sare

main maanu jo nazare, lapke diwane sare

main hath na aane wali rama ho

daane pe daana ha daana

daane pe daana re daale daane d nana

mora saajna diwana daane pe daale daana

mora saajna diwana re

hey khan khanan khanana khan khanan khanana 

khan khanan khanana khan khanan khanana 

mere khanke jab bhi kangna

mushkil ho raja bachna

mere khanke jab bhi kangna

mushkil ho raja bachna

main daalu najar tirchhi

chal jaye bhaale barchhi

main daalu najar tirchhi

chal jaye bhaale barchhi

main gaanv ki chhori, ho baba

gori gori, ha baba

paan ki lori, ho baba

re daal na dori, ha baba

gher ka lehnga, ho baba

hai bada mehnga, ha baba

dhani chunar, ho baba

ye udti far far, ha baba

meri taaro bhari choli

ruk ruk ke chhode goli

meri taaro bhari choli

ruk ruk ke chhode goli

main hath na aane wali rama ho

daane pe daana ha daana

daane pe daana re daale daane d nana

mora saajna diwana daane pe daale daana

mora saajna diwana daane pe daale daana

banta bada sayana, mujhe chahta patana

kabhi nain ye ladaye, kabhi sitiya bajaye

kabhi nain ye ladaye, kabhi sitiya bajaye

par baat mere man ki ye kuch jaan na paye

main hath na aane wali rama ho

daane pe daana ha daana

daane pe daana re daale daane d nana

mora saajna diwana daane pe daale daana

mora saajna diwana re

Explore this song