Roman script

daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye

duniya meri ummido ki dhaa kar chale gaye

tanhayiyo mein kaun sahar le diya gam hai

aansu bhi dil ka khun baha kar chale gaye

daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye

kis aasre pe kate koi jindgi ke din 

kis aasre pe kate koi jindgi ke din 

har aasre ko jab wo mita kar chale gaye

daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye

aana na tha na wo aaye kisi tarah

aana na tha na wo aaye kisi tarah

aansu hajar aaye aur aakar chale gaye

daman ko hath se wo chhuda kar chale gaye

Explore this song