Roman script

dam todte hai arman 
dam todte hai arman roti hai hasrate 
is dil ke virane me haye is dil ke virane me 
jo jalta hai shama par mai yuhi jal raha hu
hai farq sirf itna mujhme parwane me
haye mujhme parwane me, dam todte hai arman 
dam todte hai arman roti hai hasrate 
is dil ke virane me haye is dil ke virane me 
duniya se kya shikayat or unse gila kya
takdir meri razi ban ban ke bigadne me
haye ban ban ke bigadne me
dam todte hai arman 
dam todte hai arman roti hai hasrate 
is dil ke virane me haye is dil ke virane me 
humne kasam nibhali par bewafa wo nikle
aankho ne khaye dhokha dil ke lagane me
haye is dil ke lagane me dam todte hai arman 
dam todte hai arman roti hai hasrate 
is dil ke virane me haye is dil ke virane me

Song details

Song video

Watch on YouTube