Roman script

dagmag dole desh ki naiya 

paar lagao krishn kanheya 

paar lagao krishn kanheya 

kaal tufaan ne desh ko ghera

kaal tufaan ne desh ko ghera

chhaya charo aur andhera

chhaya charo aur andhera

tum bin koi na aur khaiwiya

tum bin koi na aur khaiwiya 

paar lagao krishn kanheya 

paar lagao krishn kanheya 

dukh ka bhed khol naa paayi

dukh ka bhed khol naa paayi

haal bacho pakdo khaiwiya 

haal bacho pakdo khaiwiya 

paar lagao krishn kanheya 

paar lagao krishn kanheya 

dagmag dole desh ki naiya 

dagmag dole desh ki naiya

Explore this song