Roman script

dagebaz kyu tune mera dil chhina 
dagebaz kyu tune mera dil chhina
ho bina pyar ke duniya me hai kya 
jina hoye bina pyar ke duniya me hai kya jina
gora gora chanda dekho sama hai pyari 
pyari tesh lagi to dikhti pal me nafrat ki chingari
baat beeti na haye dil na kahi pe lage haye 
bina pyar ke duniya me hai kya jina
hoye bina pyar ke duniya me hai kya jina 
dagebaz kyu tune mera dil chhina
dagebaz kyu tune mera dil chhina ho 
bina pyar ke duniya me hai kya jina
hoye bina pyar ke duniya me hai kya jina
sar sar mera aanchl jab jhumke lehraye sath 
usike dil ye hamara jane kyu balkhaye
hal ye apne dil ka yahi mai samjhi na haye
bina pyar ke duniya me hai kya jina
hoye bina pyar ke duniya me hai kya jina 
dagebaz kyu tune mera dil chhina
dagebaz kyu tune mera dil chhina ho bina 
pyar ke duniya me hai kya jina
hoye bina pyar ke duniya me hai kya jina
dhak dhak dhadke jiya aur dilo me khoyi khoyi 
kajal banke aankh me teri sama gaya hai koi
jadu tujhpe oye jadu tujhpe pyar ka usne kar dina
bina pyar ke duniya me hai kya jina hoye bina 
pyar ke duniya me hai kya jina
hoye bina pyar ke duniya me hai kya jina

Song details

Song video

Watch on YouTube