Roman script

dil dhadkta hai paanv rukte hai
dekhte ho ye kis nazar se mujhe
dagabazi piya tere dil me hai
dagabazi piya tere dil me hai
tera dil mere gaalo ke til me hai
tera dil mere gaalo ke til me hai
til me hai til me hai
dagabazi piya tere dil me hai
dagabazi piya tere dil me hai
tere naino ka uthna haye re 
mera anchal sarkata jaye re
tere naino ka uthna haye re 
mera anchal sarkata jaye re
mera uljhe hai man kanpe hai tan 
payal badi mushkil me hai
dagabazi piya tere dil me hai
dagabazi piya tere dil me hai
yahan laali uchalti sheeshe me 
pariyan machalti sheeshe me 
yahan laali uchalti sheeshe me 
pariyan machalti sheeshe me 
sabko chodkar teri nazar 
mujhpe hi kyun mehfil me hai
dagabazi piya tere dil me hai
dagabazi piya tere dil me hai
pehle tum kalaiyaan thamoge
fir gauri ye baaiyan thamoge 
pehle tum kalaiyaan thamoge
fir gauri ye baaiyan thamoge 
sab jana balam teri kasam 
kya kya nahi tere dil me hai 
dagabazi piya tere dil me hai
dagabazi piya tere dil me hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Jeetendra, Babita