Roman script

dagabaz hai yeh waqt ya zindagi bewafa

ho gaye hain achanak khud se hi lapata

dagabaz hai yeh waqt ya zindagi bewafa

ho gaye hain achanak khud se hi lapata

umido ki udhari chadh gayi hain

o ho behoshgi khumari badh gayi hain

ho jaayenge fanna, ho jaayenge fanna

ho shikwa shikayaton se daman chhudaye baithe hain

shakl pe gunah hain, aaina dhokha hain

mushkile bepanah, ni jaat hain kaha

gardish me sitare, huye hain saare suna

suna aasman hain, ye shamma hain

gardish me sitare, huye hain saare suna

suna aasman hain, ye shamma hain

umidon ki udhaari chadh gayi hain

o ho behoshgi khumari badh gayi hain

ho jaayenge fanna, ho jaayenge fanna

adhuri jhoothi chahate, kaise milegi rahate

aayi aisi shamate, kaun sacha kaun sacha

kaun bewajah saitane, ajab si rawayate

ghazab si shararate, hain sabko maharate

tu na maange yahan sab ki sab se judda hain

gardish me sitare, huye hain sare suna

suna aasman hain, ye shamma hain

gardish me sitare, huye hain sare suna

suna aasman hain, ye shamma hain

umidon ki udhari chadha gayi hain

o ho behoshgi khumari badh gayi hain

ho jaayenge fanna, ho jaayenge fanna

Explore this song