Roman script

daal di maine jal-thal me nayya

jagana ho to jaago khevayya

jagana ho to jaago khevayya

devata tum ho mera sahara

mai ne thama hai daaman tumhara

devata tum ho mera sahara

mai ne thaama hai daman tumhara

devata tum ho mera sahara

mai ne thama hai daman tumhara

lo apani raadhaa ko bhagavaan

ruk na jaaye kahi dil ki dhadakan

ye na kahane lage koi birahan

munh chhupakar sanvariya ne mara

devata tum ho mera sahara

devataa tum ho meraa sahara

mai ne thama hai daman tumhara

devata tum ho meraa sahara

mai ne thama hai daman tumhara

mere naino ko tum aise paye

do ghadi mujh ko nidiyaa na aaye

meri ankho se aankho ladaye

dubata hai savere kaa taaraa

devata tum ho mera sahara

mai ne thama hai daman tumhara

devata tum ho meraa sahara

mai ne thama hai daman tumhara

devataa tum ho meraa sahara

mai ne thama hai daaman tumhara

rain bhari hai geharaa andhera

hath le lo tum haatho me mera

so gaye madiro ke pujaari

gunjati hai muraliyaa tumhari 

so gaye madiro ke pujaari

gunjati hai muraliyaa tumhari 

atmaa jhumati hai hamari

dil khicha ja raha hai hamara

devataa tum ho meraa sahaaraa

devataa tum ho meraa sahara

mai ne thama hai daman tumhara

devataa tum ho meraa sahaaraa

mai ne thama hai daman tumhara 

chhod  kar main na bhagavan ko jaun

raat bhar yun hi jagun jagaun

geet gaa gaa ke roun rulaaun

ye vachan lun ke mai hun tumhara

ye vachan lun ke mai hun tumhara

mai hun tumhara

ye vachan lun ke mai hun tumhara

mai hun tumhara

ye vachan lun ke mai hun tumhara

mai hun tumhara

Explore this song