Roman script

jab tum hi ho nahi kuch na lagta sahi

ab jo bhi ho raha hain

mujhe iska hosh kaha hain

jaha tum ho dil waha hain

sah naa paau ye dooriyan

i am here

main to hoon bas yahi

phir bhi main hoon nahi

do you know

jab hum sath nahi

i just said

jo mere dil mein tha

main khud anjaan tha 

i was lost

yu teri hi dhun mein kitna nadaan tha 

ke naa samjha kya hua hain

kyun sab lagta naya hain

saara jaha badal gaya hain

haan ye wahi hain jise kahte hain love 

haan ye wahi hain jise kahte hain love

Explore this song