Roman script

kya chundane chale 
pichhe jahan chhod ke 
ho hisse me aaye kya mere 
raahe sabhi se nod ke 
ye meri khwahishen leke aai kaha pe 
zindagi rahi na zindagi 
chhuta re chhuta saath we 
yun zindagi ka haath ve 
chhuta re chhuta saath we 
yun zindagi ka haath ve 
har lamha thahra sa 
milo hain sehara sa 
dil bikhra tukdo me jane ve 
ki dhundhe fir naina 
wahi chaina wahi khwab re 
ki dhundhe fir naina 
wahi chaina wahi khwab re 
khwab re

Song details

Song video

Watch on YouTube