Roman script

chura lo dil chura lo dil

tum chura lo dil mera sanam suno bura kya hai

dil tumhara ho chuka sanam suno bura kya hai

dil dena tha dil de chuke 

tumpe marna tha ham mar chuke aur kya kare bolo na

pal pal tera abb intjar dil bhi rahe kuchh bekarar

jina mushkil huwa hai ajab pyar kaa yeh khumar

yad teri aati rahe, jan meri jati rahe

yeh mujhe kya ho gaya bin tere kuchh na achha lage

dil dena tha dil de chuke 

tumpe marna tha ham mar chuke aur kya kare bolo na

tum chura lo dil mera sanam suno bura kya hai

dil tumhara ho chuka sanam suno bura kya hai

dil ki dhadkan bas tu hi tu, meri chahat bas tu hi tu

lo kasam ki khayi kasam meri duniya bas tu hi tu

mujhse naa karo itna pyar kal kaa kya pata mere yar

iss pyar ki jit me ho naa jaye kahi apni haar

dil dena tha dil de chuke 

tumpe marna tha ham mar chuke aur kya kare bolo na

tum chura lo dil mera sanam suno bura kya hai

dil tumhara ho chuka sanam suno bura kya hai

dil dena tha dil de chuke 

tumpe marna tha ham mar chuke aur kya kare bolo naa 

tum chura lo dil mera sanam suno bura kya hai

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song