Roman script

chura liya tumne jo dil ko najar nahi churaana sanam

badal ke meri tum jindgaani kahi badal naa jana sanam 

le liya hai dil o mera dil haaye dil lekar 

mujhko naa bahlaana chura liya 

bahaar banke aau kabhi duniya me 

gujar naa jaaye ye din kahi isi tamanna me 

bahaar banke aau kabhi duniya me 

gujar naa jaaye ye din kahi isi tamanna me 

tum mere ho, ho tum mere ho 

aaj tum itana waada karte jaana, chura liya 

sajaaunga lut kar bhi tere badan ki daali ko 

lahu jigar ka dunga hasi labo ki laali ko 

sajaaunga lut kar bhi tere badan ki daali ko 

lahu jigar ka dunga hasi labo ki laali ko 

hai wafa ka is jahaan ko 

ek din dikhla dunga mai deewana chura liya 

chura liya tumne jo dil ko najar nahi churaana sanam

badal ke meri tum jindgaani kahi badal naa jana sanam

Explore this song