Roman script

chupke chupke chupke chupke haye
hum pe chha rha hai aaj kaun
dil ko ye bechainiya aaj
dil ko ye bechainiya dikhla raha hai aaj kaun 
chuple chupke haye
nichi najro se humare chhin kar wo hosho hawas 
nichi najro se humare chhin kar wo hosho hawas
samne yu baith kar 
samne yu baith kar sharma rha hai aaj kaun
dil ko ye bechainiya
dil ko ye bechainiya dikhla raha hai aaj kaun 
chuple chupke haye
dil ke taro ko mere teri nazar se chhed kar 
dil ke taro ko mere teri nazar se chhed kar 
is kader bechain 
is kader bechain nagma ga rha hai aaj kaun 
dil ko ye bechainiya
dil ko ye bechainiya dikhla raha hai aaj kaun 
muskura uthi ummide bhi muskura uthi ummide bhi
sitaro ki tarah ho o sitaro ki tarah 
chandni rato me
chandni rato me yad aa raha hai aaj kaun 
dil ko ye bechainiya
dil ko ye bechainiya dikhla raha hai aaj kaun 
chuple chupke haye

Song details

Song video

Watch on YouTube