Roman script

Main unki ban jaau re

Main unki ban jaau re

Main unki ban jaau re

Main unki ban jaau

Pal chhin unaka

Panth nihaaru

Nainan deep jalaayu

Main nainan dip jalaayu

Main unki ban jaau re

Main unki ban jaau

Khadi rahi hun main

Piya ke path mein

Aaye wo aaye

Wo chanda ke rath mein

Khadi rahi hoon main

Piya ke path mein

Aaye wo aaye

Wo chanda ke rath mein

Main man hi man

Mand lagaayun

Main man hi man

Mand lagaayun

Door khadi sharamaayun

Main door khadi sharamaayun

Main unki ban jaau re

Main unki ban jaau re

Main unki ban jaau

Main solah singaar karungi

Aaye ri sakhi

Aaye ri sakhi main

Pee ko kahungi

Main solah singaar karungi

Bhole man ke aramaano ki

Jayamaala pahanaayu

Bhole man ke aramaano ki

Jayamaala pahanaayu

Main jayamaala pahanaayu

Main unki ban jaau re

Main unki ban jaau re

Main unki ban jaau

Explore this song