Roman script
ho phir se milne ki taareekh hai hum door aur dil nazdeek hai ho phir se milne ki taareekh hai hum door aur dil najdeek hai ishq ko dede manzooriyan honthon pe yeh fariyaad hai honthon pe yeh fariyaad hai chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai humko ab tak aashiqui ka woh zamaana yaad hai chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai adhoore adhoore se ishq ko aa mukammal karein kal reh gayi thi jo dil mein baat woh pal pal karein adhoore adhoore se ishq ko aa mukammal karein kal reh gayi thi jo dil mein baat woh pal pal karein door tu le ja yeh dooriyan paas tu hai toh dil yeh aabaad hai paas tu hai toh dil yeh aabaad hai chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai ho yaad hai jab nazron se tune nasha makhmali sa labon se churaya tha yaad hai kya zulfon mein toone ungliyon se jo badal udaya tha phir se tu karle gustakhiyan ishq karne ko lamhan yeh aazad hai ishq karne ko lamhan yeh aazad hai humko ab tak aashiqui ka woh zamaana yaad hai chupke chupke raat din aansu bahana yaad ha
Song details
- Singer: Shilpa Rao
- Singer: Armaan Malik
- Film / album: Mister Mummy (2022)
- Composer: Ghulam ali, Rochak Kohli
- Lyricist: Hasrat Mohani
- Lyricist: Kumaar
- Actor: Riteish Deshmukh
- Actor: Genelia Deshmukh
- Actor: Mahesh Manjrekar
- Actor: Ila Arun
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Kiran Juneja
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Mohammad Husnain
- Actor: Anwesha Arya Bhattacharya
- Actor: Snehil Mishra
- Actor: Rajdeep Choudhury
- Actor: Vivek Shah
- Actor: Augustya Gupta
- Actor: Shaurya Gore
- Actor: Leo San Pedro
- Actor: Austin Lal Sharma
- Actor: Parvinder Nagra
- Actor: Karishma Kotak
- Actor: Eve Yasmine
singer: Shilpa Rao, Armaan Malik
lyricist: Hasrat Mohani, Kumaar