Roman script

chup rahna chahu rah na saku

kuch kahna chahu kah na sku

kismat ne hume majbur kiya

milne ki tamnna dil me thi

unse na milaya dur kiya

kismat ne hume majbur kiya

milne ki tamnna dil me thi

unse na milaya dur kiya

kismat ne hume majbur kiya

ho tum yaha aur mai bhi yaha

ho tum yaha aur mai bhi yaha

wo pyar bhara sansar kaha

duniya ne charag e ulfat ko 

jalne na diya benoor kiya

kismat ne hume majbur kiya

milne ki tamnna dil me thi

unse na milaya dur kiya

kismat ne hume majbur kiya

ab aahe bharkar jeena hai

ab aahe bharkar jeena hai

aanhko ke aasu pina hai

ye dard zamane ne dekha

sapno ko chakna chur kiya

kismat ne hume majbur kiya

milne ki tamnna dil me thi

unse na milaya dur kiya

kismat ne hume majbur kiya

Explore this song