Roman script

chup chaap, chup chaap
chup chaap karti hai baate, jab teri ye khamoshiya 
chup chaap, chup chaap sunte hai, dil ki halke halke sargoshiya 
chup chaap, chup chaap
o chup chaap karti hai baate, jab teri ye khamoshiya 
chup chaap sunte hai, dil ki halke halke sargoshiya 
bechain si har saans hai, anjaana sa ehsaas hai 
chup chaap chup chaap karti hai baate, jab teri ye khamoshiya 
chup chaap sunte hai, dil ki halke halke sargoshiya 
bechain si har saans hai, anjaana sa ehsaas hai chup chaap
aaino se baate hum kiya karte hai
der tak raato ko jaagte rehte hai
aaino se baate hum kiya karte hai
der tak raato ko jaagte rehte hai
chup chaap gum hui kaha, naa jane kab tanhaiya 
chup chaap
chup chaap gum hui kaha, naa jaane kab tanhaaiya 
chup chaap dhundhte rahe hum, teri ye parchhaiya 
bechain si har saans hai, anjaana sa ehsaas hai chup chaap
aaj kal baaho mein aasma hai mere
khushbuye aati hai ab mere sapno se 
aaj kal baaho mein aasma hai mere
khushbuye aati hai ab mere sapno se
chup chaap ye armaan soye, lete hai angdaiya chup chaap
chup chaap ye armaan soye, lete hai angdaiya 
chup chaap hi badle nahi, dhimi dhimi shehnaaiya 
bechain si har saans hai, anjaana sa ehsaas hai
chup chaap chup chaap karti hai baate, jab teri ye khamoshiya 
chup chaap sunte hai dil ki, halke halke sargoshiya 
bechain si har saans hai, anjaana sa ehsaas hai chup chaap
chup chaap, chup chaap, chup chaap

Song details

Song video

Watch on YouTube