Roman script

chunri ude to ankh fadke deewane ki jaa tadpe 

jab jab koi ladki dekhe to dil kare dhak dhak dhak 
dhak dhak dhak jab jab koi ladki dekhe 
to dil kare dhak dhak dhak dhak dhak dhak 

to dil kare dhak dhak dhak 
mere rup rang mein jadu hai mera ang ang mastana 
ho mere rup rang mein jadu hai mera ang ang mastana 
meri jindagi tu meri janeman sinese aake lag jana 
sharbati aankho mein tere in kaano mein 
main ulajh jata hu reshami gaalo mein 
aise na ja pagal karke oye deewane ki jaa tadpe 
chunri ude to ankh fadke deewane ki jaa tadpe 
jab jab koi ladki dekhe to dil kare dhak dhak dhak 
dhak dhak dhak jab jab koi ladki dekhe 
to dil kare dhak dhak dhak 
meri soniye jara karne de kuchh pyar vyar ki baate 

tere bina nahi katati hai tanhaiyo mein ab raate 
jagti rehti hu nind nahi aati hai 
dilkashi bechaini mujhko tadpati hai
shola koi tan mein bhadke deewane ki jaa tadpe 
chunri ude to ankh fadke deewane ki jaa tadpe 
jab jab koi ladki dekhe to dil kare dhak dhak dhak 
dhak dhak dhak jab jab koi ladki dekhe 
to dil kare dhak dhak dhak dhak dhak dhak

Song details

singer: Abhijeet, Jaspinder Narula