Roman script

umad ghumed dekho ghaagre ka gher dekho 
mathe pe ghor sawa sher ka 
aji hai maredi wala aji bikaner ka 
kisi ka na dar na kisi ki hai fikar 
rakhte chale kher ka 
aji hai maredi wala aji bikaner ka 
umad ghumed dekho ghaagre ka gher dekho 
mathe pe ghor sawa sher ka 
aji hai maredi wala aji bikaner ka 
rasgulle kalkate wale hame na lage nike 
bundi ke bhi laddu bambai ke ji nikle nalki ghee ke 
panjabi lassi ke rza hamne dekhe feke 
kabul ke gulab jaipur ki jalebi 
hame halwa pasand hai ajmer ka 
aji hai maredi wala aji bikaner ka 
umad ghumed dekho ghaagre ka gher dekho 
mathe pe ghor sawa sher ka 
aji hai maredi wala aji bikaner ka 
khaye pan banaras ke ji hot huye na lal ji 
madrasi sabun se dekho kaale hoge gaal ji 
tel lagaya dilli ka to ud gaye sare baal ji 
marwad ke aage dekho sab hoge than than gopal ji 
jodhpur ki mehndi jaipur ki mithi 
hame chumma pasand hai jaslmer ka 
aji hai maredi wala aji bikaner ka 
umad ghumed dekho ghaagre ka gher dekho 
mathe pe ghor sawa sher ka 
aji hai maredi wala aji bikaner ka

Song details

Song video

Watch on YouTube