Roman script

sab chaman se gulaab le aaye, husnwaale shabaab le aaye

shekh sahab ne mang li jannat, ham wahan se sharaab le aaye

chum kar madbhari aankhon se gulaabi kaagaz 

usne bheja hai mere naam sharaabi kaagaz

usne bheja hai mere naam sharaabi kaagaj

chum kar madbhari aankhon se gulaabi kaagaz

uske haatho me gulaabo ki mehek hai shaayad

uske chhune se hua saara gulaabi kaagaz 

uske chhune se hua saara gulaabi kaagaz

chum kar madbhari aankhon se gulaabi kaagaz

uska khat paate hi maikhaane ki yaad aati hai 

kahi mujhako bhi bana de naa sharaabi kaagaz

kahi mujhako bhi bana de naa sharaabi kaagaz

chum kar madbhari aankhon se gulaabi kaagaz

kahi mai usaka pata bhul naa jaau rashad

mujhako likhata hai wo har bar jawaabi kaagaz

chum kar madbhari aankhon se gulaabi kaagaz

usake chunese hua sara gulaabi kaagaz

chum kar madbhari aankhon se gulaabi kaagaz

Explore this song