Roman script

chota sa ye mandir hai

kahi bhul na jana

kahi bhul na jana

jo tumne jalaya hai

wo deepak na bujhana

deepak na bujhana

chota sa ye mandir hai

kahi bhul na jana

kahi bhul na jana

hasti hui rato me mujhe

hasti hui rato me mujhe

prem kinare prem kinare

tum preet chalye ho 

gawah hai ye sitaare 

tum preet chalye ho 

gawah hai ye sitaare

bankar mera jiwan

mera jiwan na mitana

wo deepak na bujhana

deepak na bujhana

chota sa ye mandir hai

kahi bhul na jana

kahi bhul na jana

chitki hui jiwan ki, kali dekh rahi hu

chitki hui jiwan ki, kali dekh rahi hu

tum shyam bane ho mere

mai radha bani hu

tum shyam bane ho mere

mai radha bani hu

binti hai ye ghanshyam se

apna na banana

kahi bhul na jana

chota sa ye mandir hai

kahi bhul na jana

kahi bhul na jana

ud jaye na 

ud jaye na jhoko ka dera

aa jaye na dil kahi jivan

Explore this song