Roman script

chori nahin kee hai, daaka nahin daala

logon se chhupaana bhi kya teri nazron ka jaadu matwaala

dheere dheere chhaaya nasha

sun zara saathiya, pyaar humne kiya 

sun zara saathiya, pyaar humne kiya 

socha na samjha tumhein humne dil de diya  

dil de diya, dil de diya chori nahin kee hai, daaka nahin daala

logon se chhupaana bhi kya teri nazron ka jaadu matwaala

dheere dheere chhaaya nasha

sun zara saathiya, pyaar humne kiya

sun zara saathiya, pyaar humne kiya

socha na samjha tumhein humne dil de diya 

dil de diya, dil de diya badi rangeen fizaayein, hai suhaana sama

aise mein kyun na chhede, pyaar ki daastaan 

kabhi haan kabhi na yunhi karte rahen

ek duje pe hum yunhi marte rahen 

kabhi haan kabhi na yunhi karte rahen

ek duje pe hum yunhi marte rahen 

maana jab na jiya pyaar humne kiya 

ho, maana jab na jiya pyaar humne kiya 

socha na samjha tumhein humne dil de diya 

ha dil de diya, dil de diya 

chori nahin kee hai, daaka nahin daala

logon se chhupaana bhi kya

mere honton pe jaana, bas tera naam hai

tujhe karna mohabbat, ab mera kaam hai 

oh tere bin mere din kate na meri jaan

tu yahaan tu wahaan dekhti hoon jahan

Explore this song