Roman script

chori chori meri gali aana hai bura, aayeja

aake bina baat kiye jaana hai bura, aayeja

achchhe nahi yeh ishaare, pedon tale chhup chhupaake

aao na do baatein kar le, najaron se najare milaake

din hai pyaar ke mauj bahaar ke

din hai pyaar ke mauj bahaar ke

dekho bhole bhaale, ji ko tarsaana hai bura

chori chori meri gali aana hai bura, aayeja

aake bina baat kiye jaana hai bura, aayeja

dil aa gaya hai toh pyare badnaam hone ka darr kya

ishq aur wafa ki gali mein, duniya ki ghum ka gujar kya

din hai pyaar ke mauj bahaar ke 

din hai pyaar ke mauj bahaar ke

dekho bhole bhaale ji ko tarsaana hai bura

chori chori meri gali aana hai bura, aayeja

aake bina baat kiye jaana hai bura, aayeja

din hai pyaar ke, mauj bahaar ke 

din hai pyaar ke, mauj bahaar ke

dekho bhole bhaale, ji ko tarsaana hai bura

chori chori meri gali aana hai bura, aayeja

aake bina baat kiye jaana hai bura, aayeja

chori chori meri gali aana hai bura, aayeja

aake bina baat kiye jaana hai bura, aayeja

Explore this song