Roman script

chori chori jab nazarein mili

chori chori phir neendein udi

chori chori yeh dil ne kaha

chori mein bhi hai maza

chori chori jab nazarein mili

chori chori phir neendein udi

chori chori yeh dil ne kaha

chori mein bhi hai maza,hay

kya jaane kya mil gaya

kya jaane kya kho gaya

tune yeh kya kar diya

mujhko yeh kya ho gaya

palkein jhuki palkein uthi

kya keh diya kya suna

phoolon ke khwaabon mein aakar khushboo chura le gayi

baadal ka aanchal bhi aakar paagal hawa le gayi

phoolon ke khwaabon mein aakar hushboo chura le gayi

baadal ka aanchal bhi aakar paagal hawa le gayi

ek phool ne ek phool se phir kaan mein kuchh kaha

i love you

chori chori jab nazarein mili

chori chori phir neendein udi

chori chori yeh dil ne kaha

chori mein bhi hai maza

rishton ke neele bhanwar kuchh aur gehre huay

tere mere saaye hain pani pe thahre huay

jab pyar ka moti gira banne laga daira

chori chori jab nazarein mili

chori chori jab nazarein mili

chori chori phir neendein udi

chori chori yeh dil ne kaha

chori mein bhi hai maza

Explore this song