Roman script

chori chori hoye hoye hoye hoye

chori chori hui jo baate

baate mulakaate, un baato mulakaato ko

sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai

sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai

ispe bhi tu na jaane ha na jaane to mai kya karun

sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai

chhupta hai kya chand nikalta hai aasmaan pe

chhupta hai kya chand nikalta hai aasmaan pe

kissa tera mera hai ab logo ki jubaan pe 

jo ab tak nahi maane the maan gaye hai

sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai

main logo se kahti hun mera dilbar maasum hai

main logo se kahti hun mera dilbar maasum hai

log mujhe kahte hai rahne do humko maalum hai

ho jaan ke anjaan bane hai jaan gaye hai

sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai

uljhi julfe khoi aankhe bahki bahki chaal hai

uljhi julfe khoi aankhe bahki bahki chaal hai

nind nahi ab chain nahi bas is dil ka vo haal hai

ho chhod ke ghar jaise sab mehmaan gaye hai

sab jaan gaye hai, pahchaan gaye hai ispe bhi tu na jaane

ha na jaane to mai kya karun sab jaan gaye hai

pahchaan gaye hai sab jaan gaye hai

Explore this song