Roman script

chori chori chupke yuhi dekhta hai kya

aaja mere paas yaha sochta hai kya

dil to diya hai tujhe aur mai khud teri ho gayi

ha sajan me teri

chori chori chupke yuhi dekhta hai kya

aaja mere paas yaha sochta hai kya

dil to diya hai tujhe aur mai khud teri ho gayi

ha balam me teri

chale jaao chahe jaha paaoge har jagah par tum

keh do dil ka woh har raaz humse tum

saawali surat yeh mann ko bha gaya hain mere

bach ke jaaoge ab kaha bhala tum

bethe ho kyun gum sum, yaha bas hai hum tum

ho gayi ha sajan o sajan

chori chori chupke yuhi dekhta hai kya

aaja mere paas yaha sochta hai kya

dil to diya hai tujhe aur mai khud teri ho gayi

ha balam me teri

ghabrata hain bhala aise bhi koi deewana

karte ho pyar to bata bhi do tum

koi bhi nahi hai yaha tere mere beech yaara

main tere paas hu aur mere paas tum

baaho me thaam lo, tum apna maan lo tum

rehte ho aakhir aise kyun gum sum

chori chori chupke yuhi dekhta hai kya

aaja mere paas yaha sochta hai kya

dil to diya hai tujhe aur mai khud teri

dekho na main teri ho gayi

Explore this song