Roman script

chori chori aana o raja more 
dil se bichhadna na milke 
chori chori aana o raja more 
dil se bichhadna na milke 
naino main khumar hai naino main khumar hai 
mausam bahar hai mausam bahar hai 
meri jawaani ki haye 
ye pukar hai haye ye pukar hai
tara intjaar hai raja more 
dil se bichhadna na milke 
chori chori aana o raja more 
dil se bichhadna na milke
hotho pe geet hai hotho pe geet hai 
jeeya main prit hai jeeya main prit hai
teri haar haar meri jeet teri jeet hai 
pyar ki ye reet hai 
o raja more dil ke 
bichhadna na milke 
chori chori aana o raja 
more dil se bichhadna na mikke
bus main na ra jeeya 
bus main na ra jeeya 
nidiya na aaye piya 
nidiya na aaye piya  
ek hee ishare se dil mera loot liya 
dil mera loot liya haye tune kya kiya    
raja more dil se bichhadna na milke
chori chori aana o raja 
more dil se bichhadna na milke

Song details

Song video

Watch on YouTube