Roman script
chori chori sapno me aata hai koi, sari sari rat jagata hai koi dil mera dil bekarar ho gaya, dil mera dil bekarar ho gaya aisa lagata hai mujhe pyar ho gaya chori chori sapno me aata hai koi, sari sari rat jagata hai koi dil mera dil bekarar ho gaya, dil mera dil bekarar ho gaya aisa lagata hai mujhe pyar ho gaya chori chori sapno me aata hai koi, sari sari rat jagata hai koi behke behke kadam hain, pehla pehla nasha hai jane kya ho gaya hai, kuchh mujhe naa pata hai apni divangi ka hal kaise sunau, ho raha dil me kya kya kaise usko batau kaise usko batau dhire dhire dard badhata hai koi, haule haule mujhe tadpata hai koi dhire dhire dard badhata hai koi, haule haule mujhe tadpata hai koi dil mera dil bekarar ho gaya, dil mera dil bekarar ho gaya aisa lagata hai mujhe pyar ho gaya chori chori sapno me aata hai koi, sari sari rat jagata hai koi aisa pehle kabhi to mujhko hota nahi tha hosh udta nahi tha chain khota nahi tha ha ab to karwat badalke rat bhar jagti hu, rehti hu khoyi khoyi jane kya sochti hu jane kya sochti hu aate jate hosh udata hai koi, kaise kaise mujhko satata hai koi aate jate hosh udata hai koi, kaise kaise mujhko satata hai koi dil mera dil bekarar ho gaya, dil mera dil bekarar ho gaya aisa lagata hai mujhe pyar ho gaya chori chori sapno me aata hai koi, sari sari rat jagata hai koi dil mera dil bekarar ho gaya, dil mera dil bekarar ho gaya aisa lagata hai mujhe pyar ho gaya chori chori sapno me aata hai koi, sari sari rat jagata hai koi
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Abhijeet
- Film / album: Chal Mere Bhai (2000)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Salman Khan
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Nagma
- Actor: Sonali Bendre
- Actor: Twinkle Khanna
- Actor: Anil Dhawan
- Actor: Asrani
- Actor: Birbal
- Actor: Suresh Bhagwat
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Javed Khan
- Actor: Shankar Mahadevan
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Satish Kaushik
- Actor: Ravi Baswani
- Actor: Dinesh Anand
- Actor: Divya Palat
- Actor: Raju Shreshta
- Actor: Shahbaaz Khan
- Actor: Shiva
- Actor: Mangal Dhillon
Song video
singer: Alka Yagnik, Abhijeet
actor: Salman Khan, Karishma Kapoor
